- Home
- Heart Touching Status
Heart Touching Status
Life is moving fast so there is no time to express your feelings with others so here are some important collection of heart touching status you can read and share to express your feelings with others. DIL KA RISTA DIL SE so you can express your real feeling with our status to someone who is special for you in your life.
Tum Ho Jaata Hoon, Heart Toching Status
Tu Chehre Ki Badhti Salvaton Ki Parvaah Na Kar,
Ham Likhenge Apni Shayri Mein Hamesha Javan Tujhko.
तू चेहरे की बढ़ती सलवटों की परवाह ना कर,
हम लिखेंगे अपनी शायरी में हमेशा जवाँ तुझको।
Achchha Khasa Baithe Baithe Gum Ho Jaata Hoon,
Ab Main Aksar Main Nahin Rahta Tum Ho Jaata Hoon.
अच्छा ख़ासा बैठे बैठे गुम हो जाता हूँ,
अब मैं अक्सर मैं नहीं रहता तुम हो जाता हूँ।
Noor Sa Chha Jata Hai
Kabhi Aahat, Kabhi Khushbu, Kabhi Noor Sa Chha Jata Hai,
Tere Aane Ka Ehsaas... Mujhe Door Se Ho Jaata Hai.
कभी आहट, कभी ख़ुशबू, कभी नूर सा छा जाता है
तेरे आने का एहसास... मुझे दूर से हो जाता है।
Khoob Jamegi Ham Dono Mein Mere Jaisa Tu Bhi Hai,
Thoda Jhootha Mein Bhi Hoon, Thoda Jhootha Tu Bhi Hai.
ख़ूब जमेगी हम दोनो में मेरे जैसा तू भी है,
थोड़ा झूठा में भी हूँ, थोड़ा झूठा तू भी है।
Sukoon-E-Zindagi Aaya
Ummeeden, Khwahishen, Zarooraten, Zimmedariyan,
Is Ghar Mein, Main Kabhi... Akela Nahin Rahta.
उम्मीदें, ख्वाहिशें, ज़रूरतें, ज़िम्मेदारियाँ,
इस घर में मैं कभी... अकेला नहीं रहता।
Khud Se Chalkar Nahin Ye Sukoon-E-Zindagi Aaya Hai,
Paanv Daabe Hain Buzargon Ke Tab Ye Fan Aaya Hai.
ख़ुद से चलकर नहीं ये सुकूं-ए-ज़िन्दगी आया है,
पाँव दाबे हैं बुज़र्गों के तब ये फ़न आया है।
Ishq Ka Khumaar, Heart Touching Lines
Khumaar Tha Unke Ishq Ka
Jis Mein Ham Doob Gaye,
Unhen Bhi Pata Nahin Chala
Ki Kab Ham Unke Ho Gaye.
खुमार था उनके इश्क का
जिस में हम डूब गये,
उन्हें भी पता नहीं चला
कि कब हम उनके हो गये।
Mere Is Dil Ko
Tumne Jo Mere Is Dil Ko Chhoona Chhod Diya,
Kambakht Lafzo Ne Khoobasurat Hona Chhod Diya.
तुमने जो मेरे इस दिल को छूना छोड़ दिया,
कमबख्त लफ्ज़ो ने खूबसूरत होना छोड़ दिया।
Manzil Ka Naraaz Hona Bhi Jayaz Tha,
Ham Bhi To Ajnabi Rahon Se Dil Laga Baithe.
मंज़िल का नाराज़ होना भी जायज़ था,
हम भी तो अजनबी राहों से दिल लगा बैठे।