- Home
- Intezaar Status
Best Intezaar Status
The Intezaar Status category features a collection of messages that beautifully include the emotions and sentiments of intezaar. These statuses convey the anticipation, hope, and longing experienced during a period of Intezaar , whether it's for someone's arrival, a special moment, or a desired outcome. With a blend of simplicity and heartfelt expression, these statuses can be shared on social media platforms or messaging apps to express the yearning and patience one endures during the waiting process. They provide a relatable way to communicate the feelings associated with longing and eagerly awaiting a significant event or person.
Intezaar Ke Wo Diye
Mujhko Ab Tujh Se Mohabbat Nahi Rahi,
Aye Zindagi Teri Bhi Mujhe Jarurat Nahi Rahi,
Bujh Gaye Ab Uske Intezaar Ke Wo Diye,
Kahin Aas-Paas Bhi Uski Aahat Nahi Rahi.
मुझको अब तुझ से मोहब्बत नहीं रही,
ऐ ज़िंदगी तेरी भी मुझे ज़रूरत नहीं रही,
बुझ गये अब उसके इंतज़ार के वो दिए,
कहीं आस-पास भी उस की आहट नहीं रही।
Intezaar Ki Lakeer
Dil Mein Intezaar Ki Lakeer Chhod Jayenge,
Aankhon Mein Yaadon Ki Nami Chhod Jayenge,
Dhoondhte Firoge Hamen Har Jagah Ek Din,
Zindagi Mein Aisi Apni Kami Chhod Jayenge.
दिल में इंतज़ार की लकीर छोड़ जायेंगे,
आँखों में यादों की नमी छोड़ जायेंगे,
ढूंढ़ते फिरोगे हमें हर जगह एक दिन,
ज़िन्दगी में ऐसी अपनी कमी छोड़ जायेंगे।
Tere Aane Ka Intezaar
Aakhiri Saans Tak Tujhe Yaad Karenge,
Teri Har Baat Par Aitbaar Karenge,
Tujhe Laut Kar Aane Ko To Nahin Kahenge,
Par Phir Bhi Tere Aane Ka Intezaar Karenge.
आखिरी साँस तक तुझे याद करेंगे,
तेरी हर बात पर ऐतबार करेंगे,
तुझे लौट कर आने को तो नहीं कहेंगे,
पर फिर भी तेरे आने का इंतज़ार करेंगे।
Jo Sirf Tumhara Intezaar
Us #Nazar Ko Mat Dekho Tum,
Jo Tumhen Dekhne Se Inkaar Karti Hai,
Duniyaan Ki Bheed Mein Us Nazar Ko Dekho,
Jo Sirf Tumhara Intezaar Karti Hai.
उस #नज़र को मत देखो तुम,
जो तुम्हें देखने से इनकार करती है,
दुनियां की भीड़ में उस नज़र को देखो,
जो सिर्फ तुम्हारा इंतजार करती है।
Muqaddar Ki Lakeeron Mein Intezaar
Phir Muqaddar Ki Lakeeron Mein Likh Diya Intezaar,
Phir Vahi Raat Ka Aalam Aur Main Tanha-Tanha.
फिर मुक़द्दर की लकीरों में लिख दिया इंतज़ार,
फिर वही रात का आलम और मैं तन्हा-तन्हा।
Ab In Hadon Mein Laaya Hai Intezaar Mujhe,
Vo Aa Bhi Jaayen To Aaye Na Aitabaar Mujhe.
अब इन हदों में लाया है इंतज़ार मुझे,
वो आ भी जायें तो आये न ऐतबार मुझे।