- Home
- Status Collection
- Insaniyat Status Collection
Insaniyat Status Collection
Insaniyat Dil Mein Hoti Hai Haisiyat Mein Nahi,
Uparvaala Karm Dekhta Hai Vaseeyat Ko Nah.
इंसानियत दिल में होती है हैसियत में नही,
उपरवाला कर्म देखता है वसीयत को नही।
Khat Jo Likha Maine Insaniyat Ke Pate Par,
Dakiya Hi Chal Basa Shahar Dhoondhte Dhoondhte.
ख़त जो लिखा मैनें इंसानियत के पते पर,
डाकिया ही चल बसा शहर ढूंढ़ते ढूंढ़ते।
Insaniyat Ki Raushni Gum Ho Gai Kahan,
Saye To Hain Aadmi Ke Magar Aadmi Kahan?
इन्सानियत की रौशनी गुम हो गई कहाँ,
साए तो हैं आदमी के मगर आदमी कहाँ?
Pahle Zameen Banti Phir Ghar Bhi Bant Gaya,
Insan Apne-Aap Mein Kitna Simat Gaya.
पहले ज़मीं बँटी फिर घर भी बँट गया,
इंसान अपने-आप में कितना सिमट गया।
Aaina Koi Aisa Bana De, Ai Khuda Jo,
Jo Insan Ka Chehra Nahin Kirdaar Dikha De.
आइना कोई ऐसा बना दे, ऐ खुदा जो,
जो इंसान का चेहरा नहीं किरदार दिखा दे।
Darkhton Se Taalluk Ka Hunar Seekh Le Insan,
Jadon Mein Zakhm Lagte Hain To Tahaniyan Sookh Jati Hain.
दरख्तों से ताल्लुक का हुनर सीख ले इंसान,
जड़ों में ज़ख्म लगते हैं तो टहनियाँ सूख जाती हैं।