- Home
- Tears Status
- Udasi Ka Ye Patthar, Aansoo Status
Udasi Ka Ye Patthar, Aansoo Status
Udasi Ka Ye Patthar Aansuon Se Nam Nahin Hota,
Hazaron Jugnuon Se Bhi Andhera Kam Nahin Hota.
उदासी का ये पत्थर आँसुओं से नम नहीं होता,
हज़ारों जुगनुओं से भी अँधेरा कम नहीं होता।
Kash Aansuon Ke Saath Yaade Bhi Bah Sakti,
To Ek Din Tassallee Se Baith Kar Ro Lete.
काश आँसुओं के साथ यादे भी बह सकती,
तो एक दिन तस्सल्ली से बैठ कर रो लेते।
Ab Teri Aankhon Mein Anashan Kyon,
Jab Chhod Diya Tha To Bhula Bhi Diya Hota.
अब तेरी आँखों में अनशन क्यों,
जब छोड़ दिया था तो भुला भी दिया होता।
Mohabbat Ka Ashqon Se Kuchh To Rishta Jaroor Hai,
Ta-Umr Na Rone Wale Ki Bhi, Ishq Mein Aankh Bheeg Gai.
मोहब्बत का अश्कों से कुछ तो रिश्ता जरूर है,
त-उम्र न रोने वाले की भी, इश्क़ में आँख भीग गई।
Aaj Aansoo Tumne Pochhe Bhi To Kya,
Yah To Apna Umr Bhar Ka Haal Hai.
आज आँसू तुमने पोछे भी तो क्या,
यह तो अपना उम्र भर का हाल है।
Vahi Ham The Ki Roton Ko Hansa Dete The,
Vahi Ham Hain Ki Thamta Nahin Aansoo Apna.
वही हम थे कि रोतों को हंसा देते थे,
वही हम हैं कि थमता नहीं आँसू अपना।