Status Collection

Alfaaz Status Collection

Kitabo Ki Tarah Bahut Se Alfaaz Hai Mujhmein,
Aur Kitabo Ki Tarah Hi Khamosh Rahta Hoon Main.
किताबो की तरह बहुत से अल्फाज़ है मुझमें,
और किताबो की तरह ही खामोश रहता हूँ मैं।

Aa Likh Doon Kuchh Tere Bare Mein, Mujhe Pata Hai Ki,
Tum Roz Dhoondhati Ho Khud Ko Mere Alfaazon Mein.
आ लिख दूँ कुछ तेरे बारे में, मुझे पता है कि,
तूम रोज़ ढूँढ़ती हो खुद को मेरे अल्फाज़ों में।

Read More →

Haathon Ki Lakeero Mein

Apne Haathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko,
Main Hoon Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko.
अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको,
मैं हूँ तेरा नसीब अपना बना ले मुझको।

Mujhse Tu Puchhne Aaya Hai Wafa Ke Mayne,
Ye Teri Sada-Dili Maar Na Daale Mujhko.
मुझसे तू पूछने आया है वफ़ा के मायेने,
ये तेरी सदा-दिली मार न डाले मुझको।

Khud Ko Main Baant Na Daalu Kahi Daman Daman,
Kar Diya Tu Ne Agar Mere Hawaale Mujhko.
खुद को बाँट न डालूं कहीं दमन दमन,
कर दिया तू ने अगर मेरे हवाले मुझको।

Phir Main Zehar Bhi Pee Jaaun 'Qateel',
Shart Ye Hai Koyi Baahon Me Sambhale Mujhko.
फिर मैं ज़हर भी पी जाऊं 'कातिल',
शर्त ये है कोई बाँहों में सभाले मुझको।

Tamanna Status Collection

Khuda Jaane Kaun Sa Gunaah Kar Baithe Hain Ham,
Ki Tamannaon Vali Umr Mein Tajurbe Mil Rahe Hain.
खुदा जाने कौन सा गुनाह कर बैठे हैं हम,
कि तमन्नाओं वाली उम्र में तजुर्बे मिल रहे हैं।

Tamannao Ki Mahfil To Har Koi Sajata Hai,
Poori Uski Hoti Hai Jo Takdeer Lekar Aata Hai.
तमन्नाओ की महफ़िल तो हर कोई सजाता है,
पूरी उसकी होती है जो तकदीर लेकर आता है।

Read More →

Dhokha Status Collection

Mere Pyar Ki Majar Aaj Bhi Vahi Hai Jaan,
Bas Tere Hi Sajade Ki Jagah Badal Gayi.
मेरे प्यार की मजार आज भी वही है जान,
बस तेरे ही सजदे की जगह बदल गयी।

Waqt Ke Ek Daur Mein Itna Bhookha Tha Main,
Ki Kuchh Na Mila To Dhokha Hi Kha Gaya.
वक़्त के एक दौर में इतना भूखा था मैं,
की कुछ न मिला तो धोखा ही खा गया।

Read More →

Propose Status Hindi

Mujhe Qabool Hai Har Dard, Har Takaleef, Teri Chahat Mein,
Sirf Itna Bata Do Kya Tumhen Meri Mohabbat Qabool Hai?
मुझे क़बूल है हर दर्द, हर तकलीफ़, तेरी चाहत में,
सिर्फ़ इतना बता दो क्या तुम्हें मेरी मोहब्बत क़बूल है?

Zarurat Lagti Nahi Mujhko Teri Tareef Karne Ki,
Hamne Hi To Ki Hai Mohabbat, Lakhon Me Tumhen Chun Kar.
ज़रूरत लगती नही मुझको तेरी तारीफ़ करने की,
हमने ही तो की है मोहब्बत, लाखों मे तुम्हें चुन कर।

Read More →